Aarzoo Song Lyrics

Aarzoo Song Lyrics

Song NameAarzoo
MusicIqlipse Nova
SingersIqlipse Nova
Movie Release date2023

Aarzoo Song Lyrics

Kash ye keh pata k dil mein mere kya hai,

Na keh pata tujhe par meri aankhon mein likha hai,

 

Mera chehra tu na padh pati ye kaisa nakhra hai,

Ishare bhi na samjhe ya phir sab tujhe pata hai?

 

Photo tera hi toh taku, galiyon mein tujhi ko jhaku,

Raatein kaise main ye kaatu, ye bata bhi de…

 

Chahe jo bhi ho jhamele, aja milte hai akele,

Duniya bole jo bhi bole, hai padi kise

 

Tu hi meri hai Aarzoo, mere lafzon ki hai junooon,

Jane kaise main ye kahun, tu hi meri hai Aarzoo.

 

Ab jo milogi, saari baatein hum karenge,

Khena jo bhi hum kahenge, jo na keh sake tumhe!

 

Aankhon se tum ye jatana kitna pyaar tumko bhi hai,

Baaton baaton mein de jaana apna hath hamein.

 

Photo tera hi toh taku, galiyon mein tujhi ko jhaku,

Raatein kaise main ye kaatu, ye bata bhi de…

 

Chahe jo bhi ho jhamele, aja milte hai akele,

Duniya bole jo bhi bole, hai padi kise

 

Na na na na Aarzoo

Na na na na,

Jane kaise na na na na na,

Tu hi meri hai Aarzoo

 

Tu hi meri hai Aarzoo, mere lafzon ki hai junooon,

Jane kaise main ye kahun, tu hi meri hai Aarzoo.

 

Teri Aarzoo,

Kya Kya karwati teri Aarzoo,

Tu hi batade meri Aarzoo,

Jane Kya hoga ab Mera!

YouTube – Links

Leave a Comment